Wednesday, February 24, 2016

EK CLICK ME FACEBOOK KE SABHI GROUP ME post

EK CLICK ME FACEBOOK KE SABHI GROUP ME EK SATH KAISE POST KARE


Hi friends,Dileep pathe chintu pawark trick ke sath wapas aa gaya hai,Aaj mai apko batunga kaise ek click me facebook ke sabhi group me post kar sakte hai. Ye trick apka time or data dono bachayega. Aap asani se kuch bhi post kar sakte hai.Step by Step janaye kaise Facebook ke sabhi group me ek sath post kar sakte hai

Features:
Time saving
Fast
ban hone ka koi risk nahi
Latest script
Data saving

Step by Step guide facebook group me ek sath post karne ke liye:

1. Sabse pahle script download kare, phir copy kare
Download Here 
2. Ab www.facebook.com pe jaye or facebook id se login kare

3. Download kiye huye script ko open kare

4. CTRL+A or CTRL+C  use karke sabhi text ko copy karle.

5. Ab facebook home page pe jaye-

Mozilla ke liye- CTRL+SHIFT+K (ab ek console panel open hogausme script code ko paste kare)

Chrome User- F12 press kare,Phr console panel me sabhi code ko paste karde.
chrome console panel


6. Ab Enter Press kare.Ek popup window khulega

7. Jo message ya post send karna hai type kare

8. Post pe click kare or kuch minute wait kare.


Ab asani se ek sath facebook ke sabhi group me ek click me hi post kar sakte hai.Apko ye post kaisa laga please comment karke bataye.

Facebook ke sabhi group me ek sath post kare,  bina script ke ( blogger ke liye)
Ye tricks blogger ke liye hai,Is trick ko use karne liye apke pas blog/site hona chahye.

Benefits :

Script ki jarurat nahi hai
Facebook Id ban nahi hoga
Fatest tarika hai ek click me facebook group pe post karne ke liye

Step By Step guide

1. Sabse pahle apne blog/site pe diye gaye link ko open kare apne widget me add kare - http://www.sharethis.com/get-sharing-tools/#

2. Ab apne website ka type select kare or apne blog ko widget me select kare.

3. Widget customization se apne blog me send button add kare

4. ab widget ko setup karne ke baad apna blog open akre or "send" button pe click kare

5. Ab apna message Enter kare or Send pe click karde

6. Apka message sabhi group me ek sath send ho ajyega.

Mene apko 2 tarika bataya jisse aap facebook group me ek sath koi status post kar sakte hai.
+9407330863
kalathuni
chhindwara

3 comments:

  1. this is copyright contect aap ne gyanbook se ye post copy ki hai aap ki khlaf reposrt kar skta hu aap ko last worning hai aap ye post delete kar de nhi to google aap ke blog ko delete kar dega aap ko muj se bhat karni hai to aap merisite par kar skte hai www.allrpcapp.com

    ReplyDelete
  2. this is copyright contect aap ne gyanbook se ye post copy ki hai aap ki khlaf reposrt kar skta hu aap ko last worning hai aap ye post delete kar de nhi to google aap ke blog ko delete kar dega aap ko muj se bhat karni hai to aap merisite par kar skte hai www.allrpcapp.com

    ReplyDelete