Computer me IP Address kaise Configure kare ?
Last Time Humne IP Address Yane kya ? Aur ye Network mai kitna Important he ! Eske bare me padha tha Ab Jante hai ki Ip Address ko Computer mai Kaise Configure kare ?
Aagr AapKa Computer Network mai hai ! Aur bo kisi LAN Cable Se connected hai ! to Use Ip Address Dekar Router Se Connect Karna hota Hai ! uske badh hi Aapka Internet Aur Lan Connection Start hoga ! Aagr Aap Lan Cable Computer mai Connect kar ke IP Address nahi Doge , to Aapka Internet start nahi hoga Aur Aap Network me kisi bi file ko Kisi Aur computer me Transfer nahi kar paoge !
Hindi me networking |
to hume uspar IP Configure karna padega Uske Badd Bo Error nikal Jayega .
IP Address kaise Configure kare ? (Hindi Me)
1) Start par Click karo Aur Search Program me ( NCPA.CPL ) Search karo Apke Samne Ek File Show Hogi Uspar Click karo
IP Address Hindi me |
2) Click karte hi Aapke Samne Network Adapter setting Khulega jis mai ( Local Area Conection par Right click karo > Properties < par Click karo )
IP Address Hindi me |
3) Click karte hi Aapke Samne Properties Box Khulega jis me Aapko ( Internet Protocol Version 4 (TCP/IPv4) par Click karna Hai Aur Niche Properties button Par click karna hai )
IP Address Hindi me |
IP Address Hindi me |
5) IP Address Config Hone badh Ok button Par Click Karo ! Aapka IP Address Configure Ho jayega Aur bo Yellow Error bhi nikal jayega
तो दोस्तों इस तरह आप अपने कंप्यूटर में IP Configure कर सकते हो ! आगर इस पोस्ट में आपको कोई भी समस्या हो तो हमें कमेंट जरूर करे हम आपकी जरूर सहायता करेंगे!
No comments:
Post a Comment